Welcome To Nikhil Mahton Tech Guest Post Policy.
Helpgyan Ke Guest Post Policy Me Aapka Swagat Hai. Mera Name Md.Shahid Afridee Hai Aur Mai Is Website ( HelpGyan ) Ka Owner Hu, Aap Sab Ko Pata Hi Hoga Ki Mai Is Blog Par Kya Kya Share Karta Hu, Agar Nahi Pata Hai To Mai Aapko Bata Du Ki Is Website Ka Name HelpGyan Hai, Jiska Matlav Hai Ki Apni Gyan Ke Through Mai Sabhi Logo Ki Help Karta Hu. Agar Aap Bhi Apna Gyan Sabhi Logo Ke Sath Share Karna Chahte Hai To Aap HelpGyan Par Share Kar Sakte Hai.Aap Apni Post Ko Mere Email Address Par Send Kar Sakte Hai Aur Phir Mai Usko Publish Kar Dunga.
Article Kis Kis Topic Par Likh Kar Send Kar Sakte Hai ?
1. Android
2. Computer
3. Internet
4. Earn Money
5. Audi & Video Editing
6. Picture Editing
7. Social Network
8. Adsense
9. Blogging
10. SEO
11. Word Press
12. YouTube
Guest Post Ke Rules ?
1. Aapka Guest Post New & Unique Hona Chahiye.
2. Post Kisi Dusri Site Se Copy Kiya Hua Nahi Hona Chahiye.
3. Post Me Kam Se Kam 1 Image Hona Chahiye.
4. Post Me 500 Words Se Jyada Hona Chahiye, Maximum Aap Jitna Chahe Words Use Kar Sakte Hai.
5. Post Me Hard Keyword Ka Use Kare, Faltu Ke Word Post Me Bilkul Nahi Hona Chahiye.
6. Post Aap Hindi Ya Hinglish Language Me Likh Sakte Hai, Ya Aap Hindi + Hinglish Dono Language Ka Use Kar Sakte Hai.
7. Post Ko Ek Baar Mere Blog Par Publish Karne Ke Baad Aap Us Post Ko Kisi Bhi Dusre Blog Par Nahi Kar Sakte Hai.
8. Post Me Kisi Dusri Post Ka Link Nahi Add Kar Sakte Hai.
9. Hum Aapki Post Me Jarurat Ke Hisab Se Edit Bhi Kar Sakte Hai.
10. Aap Apne Guest Post Ko PDF File Me Convert Karke Mere Email ID Par Send Kar Sakte Hai.
Guest Post Kaise Likhe ?
1. Maine Aapko Pahle Hi Bata Diya Hai Ki Aapki Post 500 Words Se Jyada Ka Hona Chahiye.
2. Post Me Paragraph Or Points Ka Use Kare, Jisse Visitor Ko Padhne Me Koi Problem Nahi Ho.
3. Post Me Jarurat Padne Par H1, H2,H3 Ka Use Kar Sakte Hai.
4. Post Me Jitna Images Jaruri Hai Use Kare.
Guest Post Karne Ke Fayde ?
1. Aapki Post Me Aapka Name Add Kiya Jayega Ya Agar Aapka Koi Site Hai To Aapke Name Ke Sath Aapka Website Bhi Add Kiya Jayega.
2. Guest Post Karne Se Aapko Backlink Milega Or High Rank Milega.
3. Agar Aap Guest Post Se Paisa Kamana Chahte Hai, To Aapko HelpGyan Ki Taraf Se Per Post Ka Rs. 20 - 100 Tak Mil Sakta Hai Ye Aapke Post Ki Quality Par Depend Karta Hai Ki Aapko Kitna Paisa Milega.
Guest Post Kaha Send Kare ?
Agar Aap Sabhi Rules Ko Follow Karte Hai To Aap Apne Guest Post Ko Mere Email Helpgyan@gmail.com Par Send Kar Sakte Hai.Post Send Karte Samay Apna Name Or Blog Name Jarur Send Kare.Guest Post Send Karne Ke Baad Aap Mere Blog Par Comment Karke Bataye Ki Maine Aapke Email Par Apna Guest Post Send Kar Diya Hai.
0 Comments
Thanks You For Visit