Is post me hum aapko batane wale hai ki mobile phone ki youtube par 4k video kaise chalaye.Aap sab ko pata hai ki YouTube ek tending site or apps hai, Jis par youtube user video dekhte hai aur share bhi karte hai. Kuchh log youtube par video upload bhi karte hai.Aaj kal new android and tablet phone launch ho rahe hai, Jis par youtube 4k video ko play karne ka features diya gaya hai aur is feature ko bahut sare android user apne android mobile par use karna chahte hai.So agar aap bhi apne android device par youtube 4k video dekhna chahte hai.To chaliye mai aapko bata raha hu ki YouTube par 4K video kaise chalate hai.
Anddoid mobile par YouTube 4K video kaise dekhe. Aap android operating system ke kai phones pixles, samsung galaxy etc.. me dekh sakte hai ki ye features available nahi hai. Aise bahut se android mobile hai jis par 4K video play karne ka fearures nahi diya gaya hai. Lekin agar aap 4K video dekhna chahte hai,to mai aapko yaha par 4k video feature ko kisi bhi android device par add karne ka tarika batane ja rahe hai. Jab android phone par kuchh new features ko add karne ki baat aati hai, to aap android ke tweaks ko use karte hai lekin hum aapko yaha par kisi dusre third party apps ki madad se 1440p and 2160p video features ko add karne ki jankari dene wale hai.Aap sab ko pata hoga ki 1440p or 2160p bahut hi high quality video hota hai. Bahut se lig important video dekhne ke liye 4k video play karna chahte hai. So chaliye dekhte hai ki android phone par YouTube 4K video kaise play karte hai.
Kisi Bhi Smartphone Par YouTube 4K Video Dekhe
Youtube app aapke phone ko check karke kuchh phones par 4K video play karne ka features diya hai.Agar aap 4k video use karna chahte hai, to aapko apne phone oar ek line add karna hoga.Is line ko add karne se youtube ko lagega ki aap 3840*2160 phone ka use kar rahe hai. Bahut se XDA developer ne apne device par is feature ko test kiya hai. Jisme user ko 1080p video dekhne ko mila hai. Is size me bhi aap bahut hi achha qaulity ka video dekh sakte hai.kyu ki kuchh hi phones par 4k video play karne ka features add ho sakta hai. So chaliye jante hai ki YouTube me 4K video play kaise karte hai.
Requirements
• Rooted Android Phone.
• Latest Version Youtube App Download.
• Build Pro editor app download.
YouTube Par 4K Video Kaise Dekhe
Agar aapne upar ke sabhi requirements ko fill kar liya hai, To ab aap niche ke step ko follow karke 4k video youtube par chala sakte hai.
1. Sabse pahle aap build pro editor app ko open kare aur root permission grant kare.
2. Phir aap pencil icon par click kare.
3. Phir aap scroll down kare aur niche diya hua code paste kare. Phir aap save & exit button par click kare.
5. Ab aap apne device ko reboot kare aur youtube app force stop kare.Iske liye aap settings > apps > youtube > clear data kar sakte hai.
6. Phir aap apne youtube app ko open kare aur 3 dots par click karke dekhe aapko yaha 2 new quality add dikhega 1440p and 2160p aap iska asani ke sath use kar sakte hai.
To friends kuchh is tarah se aap kisi bji android phone ki youtube app me 4k video ko play karke drkh sakte hai.
* YouTube Video Ko MX Player Me Kaise Chalaye
* MX Player Par Video Songs Background Me Play Kaise Kare
Agar aap ye post achha laga to social media par share kare and kisi bhi tarah ki dikkat ho to aap comment karke puchh sakte hai.
0 Comments
Thanks You For Visit